Salempur

India / Bihar / Naugachhia /

A large village in katihar district, with rich hindu culture.SALEMPUR GAUN KI WEBSITE HAI- ( salempur.webs.com)


is site per aap gaun ki photo & video. kuchh maithili song ka video bhi dekh sakte hain.
Nearby cities:
Coordinates:   25°30'44"N   87°16'7"E

Comments

  • home of keshavjha,sarvani jha bhanu mishra , bikki mishra, nikki mishra, harkhush jha, dilkhush jha, mankhush jha,
  • Bhartendu Kumar Jha (Raju), VidyaSagar,Pallav Jha(Babu),Sourabh Jha,Babloo Bhaiya,Dabloo Bhaiya,Tinku,Rinku
  • An ancient village whose history goes past over hundreds of years. This is one of the most educated, advanced and culturally enriched village in the state of Bihar.
  • "Laxmi nath mishra" yaha ke sabse bade pahalman{fighter} the.
  • A student of "SAINIK SCHOOL GOALPARA" Having well body structure. son of mr. AMAR NATH MISHRA
  • hghg
  • Home of Amit jha,Bhanu jha,Raju jha,Rahul jha,Banti jha,Rohit jha,
  • home of shri Ramakar mishra,ARUNA MISHRA RAJEEV RANJAN MISHRA RAJANI MISHRA TRIPTI RANJAN MISHRA MRINAL MISHRA
  • IS GOW KA START MUKHYA JE KE GAR SE KARTA HU, USKE BAGAL MAI HAI LATE KRIPANAND JHA KA GHAR HIA, USKE BAD AATA HAI HAI THREE AJUBA BHAYE VIVASH, PRABESH, SUBHASH OR PHIR NEW KALI MATA KA TEMPAL AATA HAI, WAHA SE NIKLE TO PHIR KATAHWA TOLA PARTA HAI SARE AJUBE HAI WAHA,PHIR AATA HAI BARGARYA NAME KA BADA GHAR HAI KAM KA KAYE NAHE, PHIR AATA HAI AAPNA PURANE KALI MANDIR JAHA HAM TAN MAN DHAN SE PUJA KARTE HAI BAHUT HE BADYA MANDIR HAI, PHIR GHUM KE AAJO TO HAMARA PAYRA SA GHAR AAJATA HAI, JISME HUM OR HAMRE PURE FAMILY RAHTE HAI, YE GHAR HAI SHRI LATE MAHARUDHRA MISHRA KA,
  • THIA IS RANJAN MISHRA, SON OF SHRI RAMAKAR MISHRA,ARUNA MISHRA IS MY MOTHRE, BROTHER NAME IS RAJEEV RANJAN MISHRA, BINAY MISHRA, KALYAN JE MISHRA, ANAND JE MISHRA, RANDHIR MISHRA OR MAI RANJAN MISHRA, UNCAL IS SUDHAKAR MISHRA & SHRI LATE VIDYKAR MISHRA, CHILDRENS MAI HAI VISHAL, MRINAL, TIYA, RETI,
  • We are very near to Lord Shiva's temple in this village.Our grand grandfather was Late Mr. Bhagirath Jha.Grandfather was Late Mr. Mahesh Chandra Jha. Our existing generations are as. (1)Shishir Jha ('Babloo Bhaiya'),Shamir Jha('Dabloo Bhaiya),Sunil Jha('Tinku')--S/O Mr. Satya Narayan Jha (2)Bhartednu kumar Jha 'Raju' (S/o Shri Indra Narayan Jha). (3) Vidya Sagar Jha (S/o Late Shushila Jha) (4)Vivekanand Jha 'Rinu' (S/o Prem Narayan Jha) (5)Pallav Jha 'Babu' (S/o Phul Narayan Jha) (6)Sourabh Jha (S/o Kamal Narayan Jha)
  • katihar se 47km uttar pashchim,Purnia se 47km pashchim tatha Bhagalpur se 50 km purv ek hinduo ka bahut hi shikshit and samriddh Gaun hai Salempur. yah NH31 me kurshela k najdik sameli se 3km uttar me hai. yaha ka najdiki Railway station Bakhri and Kurshela hai.Salempur katihar jile ka sabse shikshit gauon hai. Es baat ka aandaja es baat se lagaya ja sakta hai ki yaha har ek parivar me kam se kam ek wakil jarur hain. Sameli Block me B.A pass matdatao me lagbhag 40% isi Gaun se hain. 5000 ki abadi wale gaun me 100 se jyada ingginear hai. Har ek parivar me kam se kam 1 teacher jarur hain. Sameli Block k 40% jamin ka malikana hak bhi isi gaun k pas hai. ab baat karte hain yaha ke dharmik asthano ki gaun ke pashchim me krishna nagar tole me Shree Amol Gaushalqa hai,waha se gaun ki taraf aate samaye raste me vesno mata ka mandir hai jaha 2003 me vishal yagya samphann hua tha es mandir me yagya ki barshi pe jaganath puri k shankaracharya Shree nishlanand sarswati ji aaye the. phir waha se gaun ki taraf aate samay gaun k uttar me purani kali ji ka bhaya mandir hai jah Dipawali me puja bahut hi dhum dham se ki jati hai tha mela bhi lagta hai. Iske baad gaun k purav me Shankar ji ka tatha Thakur ji ki Bhavya mandir hai. Gaun ke dakshin me nai kali ji ka bhavya mandir hai, yaha bhi Dipawali ke samaya mela lagta hai. wahi thori dur pe Sushil jha ji ke yaha Hanuman ji ka mandir hai aaur ant me gaun ke pashchim dakshin kone par bramh baba ka asthan hai. Gaun ke uttar me ek prathmik vidyalaya hai. Gaun ke pashchim sima par krishna nagar tole me Dharmpur Ghandhi high school krishananagar hai tatha dakshini sima par Rajkiya madhya vidyalaya hai. Gaun ke pashchim me Shree amol Gaushala and vasno mata ke mandir k pas 1 health center hai. Gaun NH31 se tatha kurshela rupooli marg se pakki sarak se jura hai. Salempur k kuchh mahan wakti Shree Amol Jha - inhone apni jamin dan de kar gaun me Gaushala ki asthapna ki Shree Surendra jha - Inhone sarkar ko asptal banane k liye apni jamin dan di. Shree laddu mishra - Purnia tatha Bhagalpur kamishnari ke peasidh pandit tatha 2003 me gaun me Shree Shree 1008 maha sat chandi yagya karaya.
  • SALEMPUR GAUN KI WEBSITE HAI- salempur.webs.com is site per aap gaun ki photo & video. kuchh maithili song ka video bhi dekh sakte hain.
  • 5 IMPORTANT THINGS: 1. Local politics has to be improved with in the village which is lacking behind. 2. Police station is needed with in the village. 3. Post Office is needed with in the village. 4. Condition of road "which is very poor" has to be improved. 5. Senior secondary school is needed with in the village. BY: ADARSH MISHRA
  • Hi! Welcome in the most ajooba village salempur in katihar district,BIHAR. This is most lovely place in my view.
  • hi
  • Hi guys and loving villagers, It's my pleasure to introduce myself. Well, I'm Binay Mishra (Sumanji is my nick name) born and raised in this lovely village Salempur. My ethic is "i never neglect an opportunity for my improvement". I have a strong interest in Spirituality and in our ancestors old generations history. As we all know most of 98% population of this village are Brahmins and Brahmins are expected to maintain a high level of purity, be literate in Sanskrit and other languages, and possess knowledge of Hindu liturgy. We Maithili Brahmin are known for producing famous names that far exceed their numbers, particularly in the Maithili-speaking areas in Purnea,Darbhanga and Madhubani district of Bihar. List of 10 Best Places in Salempur on Your Itinerary : 1. ANCIENT LORD SHIVA TEMPLE IN PUBARIYA TOLA 2. FAMOUS PURANI MATA KALI MANDIR IN CENTER OF VILLAGE. 3. FAMOUS NEW KALI MANDIR IN VILLAGE. 4. BRAHM BABA THAN ON THE WAY TO KHAIRA SCHOOL ROAD 5. THAKURJI STHAN IN PUBARIYA TOLA. 6. KUTI VERY FAMOUS MATA VAISHNO MANDIR (HIGHLY SPIRITUAL AND PEACEFUL) 7. SALEMPUR-KHAIRA MIDDLE SCHOOL (ONCE UPON A TIME VERY FAMOUS LIKE GURUKUL PARAMPARA) 8. DHARMPUR GANDHI VIDYALAY KRISHNANAGAR (MARANGI TOLA) 9.CRICKET AND FOOTBALL GROUND OF HIGH SCHOOL MARANGI 10.JHANDA CHOWK OF KUTI CHAR RASTA FOR PATRIOTIC PEOPLE AND SO MANY OTHER Most people of this village is self motivated person,self disciplined and good team player as well as has a good ability to lead the team. We "Salempurians" can adopt to any kind of environment. We are good listener and quick learner. That is all about myself and thank you for giving me an opportunity to introduce myself to you. “It is good people who make good places.” ...“A place is only as good as the people in it.” ... My concluding remarks on my village is : The village is full of beautiful places and peoples. Let your heart be one of them. Binay Mishra (Sumanji) Salempur (Katihar -Bihar) Presently residing at : Ahmedabad (Gujarat-India).
  • Show all comments
This article was last modified 4 years ago