Village Mendadi

 Upload a photo
Nearby cities:
Coordinates:  18°11'12"N 73°3'1"E

Comments

  • i just want to pin point my house is in mendadi in mango farm.thank you
  • can you please put my house in the map of mendadi oposit new govt hospital on the left corner
  • A VILLAGE OF AEJAZ MUKADAM SOHAIL MUKADAM ALTAF MUKADAM FARHEEN MUKADAM NILUFARA MUKADAM
  • my beautiful village with unforgetable memories.
  • i love may villege in my viilege there is tooo much fun
  • mendadi ke kuch logo ko badbu aati hai.paise lekar vote dete hai.sharbi beimani gibat takabburi un ke nus nus me bhari hai.bhot sharam ki bat hai.toba kare aor deen ka kaam kare.
  • mendari bahut sukun ki jaga hai ye bade buzurgo ka gaon hai nawab ne apne inamat me ye gaon diye isko sambhalo dua karo allah tala is gaon me amnwaman kayam rakhe aamin
  • har insan ko apana gaon pyara hota hai dunya mai jaha bhi rahey apane gaon ko nahi bhoolta jis tarah phool se khushbu chand se chandani alag nahi hu sakti usi tarah mendari ki yadey bhi hamari zindagi se alag nahi hu sakati allha tala is gaon mai sukon aur rahat bakhshey aameen
  • hum log khud ko malum nahi kya se kya samajne lage, saboke dil kaale aur khudgarz log rehte hein yahaan. sayed ho kar galat kaamo mein lage aur logo ko bohot takleefein pohchai. goan mein to sabhi araam se rehteh hein pir bhi bheeq mangne ki aadat pargaiy hein. allah ka bande ek ungli deta hein madat mein to log pura ke pura haat khech ke lete hein. khaas kar ke sayed aurato ke mu se sirf aur sirf galiyaan nikalti hein aur namaaz, ibadat ya khud ki safai ka kuch hosh nahi. allah ka shukr hein jo goan se bahar nikle wo is cheez se bach gaye. allah sabhiko nek towfiq atta kar.
  • mubarak ho mendadi walo der aaye durust aaye pakke road ban gaye dekhkar bahut khushi huee aage aurbhi tarakki ho mendadi ki aisi dua karte hai road to kab k ban jata magar kuch kaminye log bichme ungli karte rahte the aap samaj gayr honge mera ishara kiski taraf hai thankyou bye
  • aisi soch bahut kam logo ki hoti hai. salam wale kum bhai jan JAY MAHARASTRA
  • maze gaon mendadi sunder aani surekh ase gaon je mala lahanpanapasun aavdate
  • Janab APNA nam bata SAKTE jo?phir aap KI gaon se HIJRAT ki WAJAH publish KAR DOON yaha SAB k samne.behtar hai APNI post remove KAr do aap k LIYE Accha hai,
  • For Sayed nazir
  • Show all comments
  •  86 km
  •  111 km
  •  220 km
  •  344 km
  •  553 km
  •  603 km
  •  722 km
  •  748 km
  •  811 km
  •  895 km
This article was last modified 17 years ago